De Dana Dan Hindi picture book for Kids
If you can read description below, then you can enjoy this Hindi book, and can also get familiar with Hindi script.
De Dana Dan ek mazedar, gudgudane waali kahani hain. Is kahani mein murge hain, murgiyan hain, aur ek drusht kouwa hai.
Shastriji khushal anandnagar ke mukhiya hain aur unke paas har samasya ka tod hai. Lekin jab Kalia ki buri nazar Anandnagar par padti hai tab Shastriji ke sabhi paitren unhi par bhari padte hain.
To kya Kalia ki sharaten kabhi khatam hongi? Aakhir koun sikhayega Kalia ko sabak?
De Dana Dan is baat ka praman hai ki Maa ki Mamta mein kisi bhi asambhav karya ko sambhav banane ki shamta hai.
This book is written in Hindi script and also in Hindi using English script.